internet ka matlab kya hai इंटरनेट क्या होता है internet kya hai internet kya hai hindi me ip kya hai

01:24

internet ka matlab kya hai   इंटरनेट क्या होता है   internet kya hai   internet kya hai hindi me

1. Internet ka matlab kya hai? 

* Internet sabvd ko agar agar do bhago me baate to ate hai inter +net =International network ye dono sabvd ka matlab hai antarastriya jaal jiska matlab ek aisa network jisme pura 
sansar shamil hai.

2. Kya Internet ek super network hai? 

* haa! Internet ek super network hai jisme puri duniya ki computer 💻 ek dusre ke saath jude hai is network se sabhi ek dusre se  connect reh sakti hai.

3. Internet kab se shuru hua? 

* Internet san1970 me vint  cerf aur Bob kanh ne shuru kiya. Unhone ek aisa tareeka ka abiskaar kiya jisme suchna ko choti choti tukade karke computer 💻 ke dwara ek computer 💻 se dusre computer 💻 me bheja ja sakta tha taki suchna dusre computer me phunchkar pratilipi bansake bilkul jaisa suchna bheja gaya hai waise hi pratilipi taki dusre computer me suchna ko pa sake matlab computer ke bich sanwad kar sakta hai isi tareeka ka proyag karke Internet ki shuruvat hui. Iss tareeka ko transmission control protocol kaha gaya hai!

YOUTUBE SE PAISA KAISE KAMAYE VIDEO UPLOAD KAR KE...


4. Internet kaise kaam karta hai? 

         Suchna ko bhejna athawa adan pradan karna tabhi sambhaw hai jab do se adhik computer  ho. Kisi bhi network me do se adhik computer ho tabhi adan pradan kar sakta hai. Kyunki kisi bhi computer ka ek khaas address hota hai jise Internet protocol address(IP)  kaha jata hai. IP address bastav me kuch number hota hai.
Jo ek dusre se bindu ke dwara alag alag kiya gaya hai.
Facebook kya hai puri jankari in hindi

Suchna ko jab choti choti packet me tod kar dusre computer me bheja jata hai to yeh suchna ek chitthi ek tarha ban jata hai. Jisme bhejna wale computer ka pata rahta hai aur paane wala computer ka pata rahta hai. Jab ye suchna kisi computer network ke pass pahunch ta hai to wo computer dekh ta hai ki ye suchna uske liye hai ya nahi
deta hai jis disa me suchna ka pata hai.
Is taraha suchna ki packet ko ek computer se dusre computer me adan pradan karne ki karya ko Internet protocol (IP) kaha jata hai.

You Might Also Like

1 comments

  1. इंटरनेट आज हर किसी के जीवन का एक अहम् हिस्सा बन चूका है।

    ReplyDelete