BLOGGER POST ME READ MORE KA OPTION KAISE LAGAY

01:16


BLOGGER POST ME READ MORE KA OPTION KAISE LAGAY

 aaj mai apko batayuga ki blog post me read more ka option kaise lagate hai
       read more kya hai  read more ka option hamari post ke niche show hota hai jis se reader hamari agli post par jane ke liye use karta hai
   read more ka option ko use karne ki hame kya jarura hai
·        Is se hamari blog ka look acha ata hai
·        User ko hamari post ke bare me janne me asani hoti hai wo hamari post ka subject title ache se jan sakta hai
·        User jis post ko panda chata hai us ko pard sakta hai
·        Is se hamari post ka page look chota ho jata hai or look badiya ati hai
·        Is se hame kya fayada hai is se hame fayada ye hai ki is se hamari blog ke views badte hai
  Ab bat karte hai ki blog post me rea
d more ka option kaise lagay
   1 sab se pahele hame apni blogger account ko log in karna hai
   2 ab jis post me read more ka opton lagana hai use Edit kar 
   3 Ab apko jis jaga par read more ka option lagana hai us jaga apne click karma hai
  4  Ab apko post editor tool me insert jumpbreak ke icon par click kana hai
Ab post ko publish kar de
  Is ka upyog apko har post me karma padega


You Might Also Like

0 comments