YOUTUBE SE PAISA KAISE KAMAYE VIDEO UPLOAD KAR KE
01:42
YOUTUBE SE PAISA KAISE KAMAYE
VIDEO UPLOAD KAR KE
AAJ KE TIME ME HAR koi sochta
hai ki vo gar baithe online paisa kamay online paisa kamana mushkil kam nahi
hai bus is ke liye thodi se mehenat ki jarurat hai
Aaj mai apko bata raha hu ki
you tube se paisa kaise kamay or ek bat ap youtube se dollor kama
sakte hai
Youtube
kya hai ?
Chaliya aap ki is bat ka jwab deta hu youtube
google ki hi ek branch hai jis par croro log jude hue hai is par ap video dekh
bi sakte hai or upload bi kar sakte hai
Is kam ke liye sab se phele
ek acha sa video bnakar tyar kar le
Upload kaise kare
Ab bat karte hai ki aap ne jo
video tyar kiya hai use youtube par
upload kaise kare
1.
sabse phele apni
gmail id se youtube acc login kare
2.
ab aap ko right
side me upar ti taraf upload ka option dikiga us par click kare
3.
select file
upload par click kare or apni video ko upload kare
ab
aap iss tara kai video banakar upload kare or
jab apki videos par views aa jaye tab apni video ko monetize kare
video monetize kaise kare
monitze
ka matlab hai ki ap ko apni video par ads lagani hai monetize karne ke liye ap
ko adsense account banane ki jarurat hai or us account ko you tube account se
jodna hai
is ke bad jab bi koi apki video ko dhega
to adsens ki ads bi dikhegi jab bi koi un ads par click karega to apki income
hogi agar click nahi bi karta to tab bi apki income hogi jante ho vo kaise man
lo apki video 4 min ki hai or us me ads 20sec ki hai to wo us ads ko to dekh hi
chukka hai
payment kaise receive kare
har
country ke payment rates bi alag alag hai India
me aap 1000 click ke 2dollor se lekar 5 dollor tak kama
sakte hai
pament receive karne ke liye
aap ke adsense account me 100 dollor hona jaruri hai payment ko ap EFT yani electronic fund transfer ke madam
se apne bank account me transfer kar sakte ho
thanks for reading
0 comments