Snapchat kya hai or ye kaam kaise karte hai in hindi or is par account kaise banaye or is ko kaise chalaye
00:27
Snapchat kya hai or ye kaam
kaise karte hai in hindi or is par account kaise banaye or is ko kaise chalaye
Snapchat apps ke bare me jaise ki bahut kam
duniya janti hai
Snapchat kya kya hai ? ye kam kaise karte
hai is par account kaise banate hai ,
To chaliye jante hai is ke bare me bahutse log is ke bare me jana chate
hai par un ko is ke bare me pata nahi hota is karan ve is ka use nahi kar pate
real me Snapchat jyada famous nahi hai but agar ham is ke bare jan jaye to is
se ham kafi hat tak apne businnes ko promot kar sakte hai
Snapchat kya kya hai ? or ise apne kam me
kaise laye
Snapchat photos and video message
send karne ka ek application hai ise 2011 me launch kiya gaya tha is par ap
apne friend ko text message photos videos drawing send kar sakte hai is me ye
problem hai ke is par send ki gayi message kuch time ke liye hi available rehte
hai us ke bad ye permently delete ho jate hai2014 me snapchat par ek din me 700
million message send kiye gaye the
Is apps ki itni popularty ko dekte huye fb ne
ise $3billion me khridne ka offof kiya tha snapchat ne fb ke ye offer ko accept
nahi kiya tha is ke bad fb ne is se related app slingchat apps launch kiya tha
jo ki age chal kef ale ho gay tha
Snapchat ko kon use kar sakta hai ?
Is apps ko koi bi use kar
sakt hai snapchat ko ap apne friends ke sath apne online chating karne and
other ase kamo me use kar sakte ho jisme
online photos and video shyare karne ki jarurat hoti hai je bi bakii social
media sites ketara hi hai jis par ap apne friends ke sath online reh sakte ho
is par farak sirf itna hai ki ap other social media sites par kabi ni apne old
message ko read kar sakte ho but snapchat par ye kuch time ke bad autometaicly
delete ho jate hai snapchat par video shyar karne or dekhne ki process achi
hoti hai
Snapchat terms :
Jaise ki maine bata hai ki snapchat par share kiye
gaye message kuch time ki bad delete ho jate hai vo time hai
Photos and video :
Snapchat se send kiye
gaye photos and video apke friends sirf 10 sec tak sekh sakte hai is ke bad ye
message apnea p delete ho jata hai
Reply message: agar ap kisi ka message reply karte ho to vo only 24
hours tak dakh sakte hai
Privacy:
snapchat par app apne message
privacy ka public rakh sakte hai
Live video chat: is par ap bina
message beje live video chat kar sakte hai .
SNAPCHAT ek free service hai ye photos and video message
send karne ke liye bilkul free hai is kodownload karne ke liye apis ki site
snapchat.com par ja kar free me download kar sakte hai
Snapchat
kam kaise karte hai ?
Ek
bar ap ko apne mobile me snapchat apps ko install karma hai us ke bad phone ke
camere ke sath iska option show hoga jise ap dirct photo le sakte hai ya video
generate kar sakte ho or is ko share kar sakte ho is kaa optioncamere ki right
side me show hoga jis me apor bi setting kar sakte hai
Camera screen me niche bich me bi iska icon
show hoga jis kodabaye rakne se video record hogi single click karne par photo
click hogi left side me is ke icon par ap ko ye pata chal jayega ki kitne
message unread hai yahi se ap is me live video chat kar sakte ho
In sab kea lava bi ap ko is apps be
bahut se option mil jayege ap is ko try kare ye ek acha apps hai
Apko meri ye post kaise lagi
achi lagi to share karna mat bhuliyega
thans for read
0 comments