IDM KYA HAI OR IS SE FAST DOWNLOADING KAISE KARTE HAI
01:46
IDM KYA HAI OR IS SE FAST DOWNLOADING KAISE KARTE HAI
IDM ka
matla hai ki internet downloading manager
aam language me ham isko IDM bolte hai is se ham koi bi file ko asani se
download kar sakte hai jaise ham koi bi file ko download kar rahe hai to kabi
kabi internet band ho jata hai jis se
downloading fail ho jati hai is ki mada se ham apni downloading ko net band
hone par pause kar sakte hai or dubar net chalne par wahi se start kar sakte
hai
Jo log IDM ko use nahi karte wo downloading
ke liye browser ka use karte hai jis se downloading ki speed kam rehti hai or
net band hone par downloading fail ho jaiti hai or net on hone par restart
karni padti hai jis se hamara data bi
wast hota hai or time bi
AB BAT KARTE HAI YE KAM KAISE KARTA HAI
Ye ek paid softwear hai is ko internet se
khridna padta hai ya internet par product key laga kar active karma padta hai
Is softwear ko internet se download karne ke
bad ap ko is softwear ko apne laptop computer ya pc me install karna hai us ke
bad ap koi bi file download karoge to wo automatic is se hi download hogi
Umid karta hu ki Ap ko ye
post achi lagi hogi
meri blog ka address hai
www.jankariin.blogspot.com
0 comments