Mobile chori hone par kya kare
01:45
Mobile chori hone par kya
kare
Agr aap ka mobile chori ho gaya hai to app iss apps
ki madad se us mobile ko dead kar sakte hai or us mobile ka sara data nikal
sakte hai
Android device manager ek aisa ap hai jo apke
khoye huye mobile ka pata laga sakta hai is ki madad se ap apne kyoye huye
mobile ka password change kar sakte ho is
se ap apne mobile ka data bi le sakte ho jis se mobile deade ho jayega or chore
ke kise kam ka nahi rahega
Android device manager apps kaise kam
karta hai is ke liye ap sab se phele android device manager ka apps download
kare
Is apps ko apne mobile me install kare
Ab is apps ko apne google account se connect
kare is kam ko karne ke bad apka mobile
jitne bar activate hoga apko google account par utni bar message aye jayega
Most important bat ye hai ki apka mobile chori
hone ke bad apps us ka password bi change kar sakte hai
App is apps ki madad se chori hue phone ka
sara data delete kar sakte hai or mobile ko dead kar sakte hai
Thanks for reading
meri blog ka address hai
www.jankariin.blogspot.com
0 comments