Blog ke liye disclaimer page kaise banaye aur ye kyu jaruri hai
01:41
Blog ke liye disclaimer page
kaise banaye aur ye kyu jaruri hai
Jab ap koi blog banate ho or us me post likhte hai to ap chate hai ki
log apki post pade sath me ap ye bi chate hai ki log apke thoughts advice and
other chijo ko like kare or ap chate hai readers ap se impress ho or apki help
se impress ho har sk bloger yahi chata hai in sab ke liye ap blog par disclamer write karne ki
jarurt hoti hai chaliye ye jante hai is ko kaise kare .
Kya ap ko pata hai ap ke readers ap se
kya chate hai. Wo ap se kya janna chate hai jaise ap ne ye site kyu banai hai
or is par kaise information di jati hai
. ap jo content share kiya hai wo legal
hai ya nahi .aise bahut se sawal visitor ke man me hote hai .
In sab sawlo ka jawab ache se dene ke
liye hame apne blog ke liye disclamer
page basane ki jarurat hoti hai . is jaga par visitor ko apni blog ke sare
jawab ek jaga par mil jate hai .
Disclaimer apki blog ke liye jaruri kyu hai
Ap apni blog par jo kuch bi
share karte ho ap us ke writer ho or ap hi us ke responsible ho ap se kabi koi
galti bi ho sakti hai or is ke liye legal tarika hai ki ap apni blog aka
disclaimer page bana le or us me apni blog ka url add kare is se apko bi fayada
hoga ar apke readers ko bi apki site se true result
1.
generly user ko jo reader daily ap ki site par
ate hai or apke jo daily visitor hai un ko ap le bare me full information hoti hai leki jo new visitor hota hai us ko ap ki site
par vishwas nahi hota wo sochte hai ki kahi ap ki site illegal to nahi or us ko
ap ki site istemal karni chye ya nahi is liye wo apki site or apke work ke bare
me janna chate hai aise me agar apki site par about us ,privacy policy,and
disclaimer page honge to use ap apne
sawalo ke jawab aasani se mil jate hai .
2.
agar ap google adsense account ke li ye apply
karne wale ho to ap ki site par us ,privacy policy,and disclaimer page hone jaruri hai is ke bina ap ka adsense
account approve nahi hoga
3.
disclaimer website
ka serious business hota hai na ki koi fun page
4.
as a matter of fact
,disclaimer ap ki site sach hai ka sabut
hai ki jis par vishwas kar ke reader ap
ki post padta hai
is
step me mai ap ko batuga ki disclamer page me
kya likhna jaruri hai
1.
terms of use
:disclaimer page me first step me ap ko site terms of use likhna hota hai ki site
par jo bi information hamare dwara di ja rahi hai wo ap apni marji se read read
kar rahe hai ap par hamara koi pressure nahi hai
2.
copyright policy : ap jo bi apni blog par
share karte ho uske ap legal copyright
holder hai or ap ke blog ke all metrial ko other blog holder apki permission ke
bina use kar sakta hai ya nahi
3.
privacy statement : ap apne readers ko bataye
ki ap un ki persnol information ko kisi company y a other jaga par shyare nahi
karege or unhe security ki guranty dete hai .ap unki information spam nahi
karege sath me ye bi bataye ki ap site par advertisement ke jimevar nahi hai
unhe reader apne risk par use kare
4.
hold harmless : apne readers ko bataye ki apki site par jankari unki help ke
di jati hai ape k blog owner hai jis ke pas koi legal certificate nahi hai
isliye apki batayi hui jankari ganat bi ho sakti hai ise ap apne risk par follow kare
5.
reserve rights : apka site par pura adikar
hai or ap jab chao is me koi bi change kar sakte ho or site ko sell kar sakta
hu ya kisi bi user ki post comment kabi bi delete kar sakte hai
6.
advertiser and
responser : ap apni site ka advertiser and responser ke word ke responsible nahi hai or na hi ap
is ke khilaf koi clame kar sakte ho jab reader ap ke link se koi product buy
karta hai to wo ap apni compny ke risk par kar rahe hai is par apha koi clame
nahi hoga
7.
letter to the
editor : disclaimer ke lasat pera graaf me apko reader ke li ye site author se
connect karne ke liye information deni hai . isiliye ap reader ko contact form
,connect no , email account and ki service de sakte hai sath hi ap se connect
karne ki policy ke bare me batana hai
in points ko use kar ke ap apni site ka disclaimer page bana
sakte hai
disclaimer
kaise banaye is?
1. sab se phale ap ko free disclaimer page banane ke site
me jana hai ye site hai easyriver.com par jaye
2. ab yaha par ap ho simple steps ko follow karma hai
·
apni site ka name
likhna hai
·
compny ka name
likhna hai compny nahi hai to blog ka nam likh sakte hai
·
country name add
kana hai
·
apna email address add karma hai jis par user ap
se connect kar sake
·
last me mahe my
disclaimer par click karma hai
optio 2
ab jo page ap ke pass khula hai
is me apke blog ka disclaimer hai is ko copy kar le or apne blog ke page me
past kar de
1.
ab blogger ke
dashboard >>pages>>new page par
click kare disclaimer past kare .wordpress me bi isi tra page bna sakte
hai
is tara ap apni blog ka disclaimer bna
sakte hai I hope ap ko ye post achi lagi
hogi thx for reading
0 comments