Internet kya hai type of internet connection internet ki duniya in hindi internet ke fayde aur nuksaan
00:36
Internet kya hai type of internet connection internet ki duniya in hindi internet ke fayde aur nuksaan
Internet kya hai ?
Internet duniya bar me fala hua computer ka samuh hai
is ko w3 bi kha jata hai yani www is ka matlab hai ki world wide web yani
sansar jitni chodi kiran internet ajj sansar ke har vekti ki jarurat ban chuka
hai leki sawalyaha hai ki internet khete kise hai
Internet ka matlab hai ki
Docment ya dastawajo ka adan pardan karne ke liye TCP or IP ka upyog kiya jata hai is se do
computer ke bich samband sathapit hota hai jo ki dastawajo ke adan pardan ke
liye use hota hai is ko hi internet khte hai or dusre sabdo me kho to protocol
or server ke dwara diye gaye connection ke dwara hamduniya ke kisi bi computer
se connect ho sakte hai is ko hi
internet khete hai
type of internet connection
internet connection alag alag tariko ke hote hai jaise
ki
1. Dialup
connection-is parkar ke connectin me modam ke dwara internet ke connect kiya
jata hai
2. dedicate
cabel connection –broadband internet connection yeh ek high speed internet
connection hai ye vibinlockal arial ko (lans) se jodta hai jise internet ka
backbone kha jata hai internet ka backbone high speed communication ko jodta
hai jo ki niji commpuny ke adkar shater me hota hai india ka back bona (videsh
sanchaar nigam limited) compeny ke under hai internet service provider hi
backbone company se c connection sathapit kar sakta hai
internet chalane
ke liye best browser
internet chalane ke liye
hamare pas bahut se browser avalable hai jaise ki
· internet
explorer
· mojila
firefox
· google
chrome
· safari
· opera
mini
· uc
browser
google chrome in sab me se
jyada famous bi hai or acha bi hai is ko ham aram se chala sakte hai
0 comments