kisan desh ke pran story of mahatma gandi in hindi bapu gandhi ki khani hindi story moral story

00:37

kisan desh ke pran story of mahatma gandi in hindi bapu gandhi ki khani hindi story moral story



kisan desh ke pran story of mahatma gandi in hindi bapu gandhi ki khani hindi



 san 1970 ki bat hai april ka mahina tha angrage apne atyacharo se bartiyo kisano ko bahut pareshan karte the the ve bartiyo ko ji bar luthte the.champaran ke ke kisan angrago ke khene par vaha nil ki khdte karte the jo kisan nil ki kheti nahi karte the  angrej unke kheto ko ujad dete the bina bat ke jute mukadme me fasakar jail me bej dete the kisano ko nil ki khete se koi lab nahh hota tha bahut se kisan begar ho kar bukhe mar gay champaran ke kisano ki durdasha ki suchna gandi ji ko mili un dino gandi ji afrika se lote the ve bartiye janta ko angrago ke atya charo se mukt karana chate the is ke liye un ne sangathan kar liye

ve bartiyo ko  angrejo ke atyacharo se ladne ke liye tyar kar rage the gandi ji satye jo jane ke liye champaran gaye unhone champaran ke logo ke pas jakar un ki parshaniyo ko jana apna pura sahyog dete hue kha"tum log kal mahilio ko bi sath le kar ana taki mai un ki bat sun saku" champaran me ek rameshwar nam ka ek kisan rehta tha kisi samay veha kai bige jamin ka savami tha lekin aj dane  dane ka maho taj ho gaya kisi dusre kisan ke yaha majduri karta tha us ki ma logo ke gar jakar kuti pisti tab kahh do bakat ki roti mil pai

rameshwar ne ma se kha "ma lagta hai ab hamare dukho ka anat ho jaye ga" gandi ji ham logo ki sahatya karne a rahe hai ve awasha hi hame goro ke atyacharo se bachayege unhone mahilayo ko bi milne ke liye bulaya hai tum bi vaha chalogi na ma?"
 sushila boli "nahi beta! mai nahi ja payugi gandi ji ke ane se mai bahut  parsan hu mai soch rahi hu gar md ganga hai fir bi us ja darshan nahi kar payuge yeh sadi to fat kar tar tar ho rahi hai dusri koi sadi bi to nahi hai gandi ji ke samne kya pehan kar jayugi?"

 rameshwar ke pas bi is bat ka koi utar nahi tha khane ko to pet bar ann nahi mil pata to vastar kha se ate ?

akeli sushila ki ye halat nahi thi ki vaha to sab kisan mahilo ki ye halat the

ant: orte gandi ji se milne nai a saki agle din gandi ji ne orto ke n ane ka vastvik karan jana to une bahut dukh hua gandi ji dravit ho kar bole "kisan hi hamare desh ka paran hai jab un ke pas khane ko bojan nahi pehne ko varter nai hai  to ye suit buit shoba nahi dete ine pehne ka hame koi hak nahi

                 aj se mai bi keval khadi ki keval ek langot hi pehnuga " us ke bad gandi ji jindgi bar keval khadi ki keval ek langot hi pehane lage ve london ke "golmage confrense" me bi isi vesh me gaye  champaran me kisano ke upar atacharo ko lekar ve adalat me gaye kisano ke adikaro ko lekar angerago se lade ant me kisano ko is ka lab mila atyachar karne vale angreg gandi ji ke samne juke gaye! is parkar gandi ji ne kisano ki madad ki                     

You Might Also Like

0 comments