Website (Blog) Kaise Banate Hai in Hindi blogger-par free blog kaise banaye

00:38

Website (Blog) Kaise Banate Hai in Hindi
blogger-par free blog kaise banaye

Blogger.com Google ki hi ek service hai or ye bilkul free hai.

Website (Blog) Banane ke liye kin-kin chijo ki jarurat hai

ek Gamil account
computer
Website (Blog) kaise banaye

Step by step follow karo-

Step 1: www.Blogger.com par jao.

Agar aap ke paas phele se Google account (gmail) account hai to aap us se login kare ya fir phele Gmail par ek account banaye.

gmail is se login kare

Step 2: Blog bnane ke liye New Blog ki button par click kare

New blog ki button par click kare
Step 3: ek naya page khulega

Is page par aap ko apne blog ka tital, uska link (url) or uska template select karna hai. iske baad Create Blog ki button par click kare.

 Apne detail bhare

Title – Isme aapko apne Blog ka Naam Likhna hai.
Address – Blog ka kya address dena hai. jo phele se kisi ka naa ho. Badiya Address kaise select kare
Template  – Niche diye huee template me se template ko select kate. Pade kaise Change karte hai Template ko
Create Blog! – Last me is button par click kare.
ye lijiye aapki website bankar teyaar hai.

aapke blog ki jo link rahegi usme blogspot bhi rahega. matlab maan lijiye aapne blog ke link liya abc to aapke blog ki link rahegi abc.blogspot.com. agar aapko ye blogspot hatana hai to ap apni domain buy kar ke hata sakte hai.

You Might Also Like

1 comments